ad

Sawan Aaya Hai Lyrics Song by Arijit Singh

Sawan Aaya Hai Lyrics
Sawan Aaya Hai

One of the most attracting actor of Pakistan Imran Abbas Naqvi has started working in india film industry now and he blasted there as well. Recently, he released a blasting song Sawan Aaya Hai lyrics song sung by a popular singer Arijit Singh. He is also a golden singer of india. This song has reached a great popularity. So here are the lyrics of the song Sawan Aaya Hai lyrics. You can also watch and enjoy the full song in dailymotion here.





Sawan Aaya Hai Song





Sawan Aaya Hai Song Lyrics
Mohabbat barsaa dena tu, sawan aaya hai
Tere aur mere milne kaa, mausam aaya hai
Mohabbat barssa dena tu, saawan aaya hai
Tere aur mere milney ka, mousam aaya hai
Sabse chuppa ke tujhe seeney se lagaana hai
Pyar mai tere hadd se guzar jaana hai
Itna pyaar kisi pe, pehli baaar aaya hai
Mohabat barsa deena tu, sawan aaya hai
Tere aur mere milney ka, mausam aaya hai
Kyun ik pal ki bhi judaai saahi jaaye na
Kyun harr subah tu meri sansoon me samaaye na
Aaja na tu mere paas, dunga itna pyaar main
Kitni raat guzari hai, tere intezaar main
Kaise bataon jazbaat yeh mere
Mai ne khud se bhi zyada tujhe chaaha hai
Sab kuch chhod ke aana tu, saawan aaya hai
Tere aur mere milney kaa, mausam aaya hai
Sab se chhupa ke tujhe seeney se laganaa hai
Pyaar mein tere hadh se guzar jaana hai
Itna pyar kisi pe, pehli bar aaya hai
Bheege bheege tere labb,
mujh ko kuch kehtey hain
Dil hai khushh mera ki khayaal ek jaise hain 
Roko naa ab khud ko yunh sun lo dil ki baat ko
Dhall jaaney do shaam aur aa jaane do raat ko
Kitna haseen yeh lamhha hai
Kismat se mainey churayaa hai
Aaj ki raat na jana tu, sawan aaya hai
Tere aur mere milne ka, mausam aa ya hai
Sabse chupaa ke tujhe seene se lagana hai
Pyar mai tere had se guzar jaana hai
Itna pyar kisi pe, pehli baar aa ya hai